Darey Khair-ul-Wara ki arzuo hai
dayare Mustafa(S.A.W.) ki arzuo hai
Dekha dey Rehmat-e-Aalam(S.A.W.) ka roza
yehi har bey nawa ki arzuo hai
Rahey har dam zaban pe naam unka
yehi jazba-e-Wafa ko arzuo hai
Karoon jali ke aagey naat khuani
yahi naqt-o-sada ki arzou hai
Habibey Kibriya(S.A.W.) ka ishq Behzad
haqeeqat main KHUDA ki arzou hai