Forum > !!! Khawateen-e-Jandanwala!!!
Aaj kia pakaya hy..??
zahid1978:
Yaar mujhe tu srif chai (Tea) aur Jhaag wali coffee bana na ati hae haan chicken naggets bhi fry karlaita hoon aur aur ready made parathai bhi fry karlaita hoon aur aur haaan khaan mein khana khuoooooooooooob janta hoon woh bhi chat pata.... Karachi mein bus mein yahi kuch sikhaa hoon
Khalil:
welcom back.
maha khan:
kch nai khaya subh se jabhi nai pta
Khalil:
chiken pakaya tha
maha khan:
w.salaam
kch nai pakaya qk khana pakana nai aata hehe
sis ne biryani banai wohi khai
Navigation
[0] Message Index
[#] Next page
Go to full version